⚡Ek ladki thi deewani si⚡
⚡Ek ladke pe woh marti thi⚡
⚡Nazrein jhukake, sharmake⚡
⚡Galiyon se guzarti thi⚡
⚡Chori chori chupke chupke⚡
⚡Chithhiyaan likha karti thi⚡
⚡Kuchh kehna tha shaayad usko⚡
⚡Jaane kisse darti thi⚡
⚡Jab milti thi mujhse⚡
⚡Mujhse poochha karti thi⚡
⚡Pyar kaise hota hai⚡
⚡Yeh pyar kaisa hote hai⚡
⚡Aur main yehi kehta tha..⚡
⚡Aankhen khuli ho ya ho band⚡
⚡Deedar unka hota hai⚡
⚡Kaise kahoon main o yaara yeh...⚡
⚡pyaar kaise hota hai⚡
⚡Hey, aankhen khuli ho ya ho band⚡
⚡Deedar unka hota hai⚡
⚡Aankhen khuli ho ya ho band⚡
⚡Deedar unka hota hai⚡
⚡Kaise kahoon main o yaara yeh.⚡
⚡pyaar kaise hota hai⚡
⚡Aankhen khuli ho ya ho band⚡
⚡Deedar unka hota hai⚡
⚡Kaise kahoon main o yaara yeh...⚡
⚡pyaar kaise hota hai⚡
⚡Aaj hi yaaron kisi pe marke dekhenge hum⚡
⚡Pyaar hota hai yeh kaise karke dekhenge hum⚡
⚡Kisi ki yaadon mein khoye hue,⚡
⚡khwaabon ko humne sajaaliya⚡
⚡Kisi ki baahon mein soye hue apna usse banaaliya⚡
⚡Ae yaar pyaar mein koi,⚡
⚡Ae yaar pyaar mein koi,⚡
⚡naa jaagta naa sota hai⚡
⚡Kaise kahoon main o yaara yeh.⚡
⚡pyaar kaise hota hai⚡
⚡Kya hai yeh jadoo hai koi bas jo chal jaata hai⚡
⚡Todke pehre hazaaron dil nikal jaata hai⚡
⚡Door kahin aasmaanon par hote hai yeh saare faisle⚡
⚡Kaun jaane koi humsafar kab kaise kahan mile⚡
⚡Jo naam dil pe ho likha,⚡
⚡Jo naam dil pe ho likha,⚡
⚡ikraar isi se hota hai⚡
⚡Kaise kahoon main o yaara yeh...⚡
⚡pyaar kaise hota hai.⚡
⚡Aankhen khuli ho ya ho band⚡
⚡Deedar unka hota hai⚡
⚡Aankhen khuli ho ya ho band⚡
⚡Deedar unka hota hai⚡
⚡Kaise kahoon main o yaara yeh.⚡
⚡pyaar kaise hota hai⚡